Yeh Aaina Lyrics in English | Kabir Singh

About Yeh Aaina Lyrics:        

Yeh Aaina Song Lyrics are from Kabir Singh movie sung by Shreya Ghoshal. This beautiful Yeh Aaina Lyrics are written by Irshad Kamil and Yeh Aaina Lyrics music is given Amaal Mallik. Starring Shahid Kapoor, Kiara Advani, Arjan Bajwa, Suresh Oberoi and Nikita Dutta featured in lead roles in the movie. Read the lyrics and enjoy.


Yeh Aaina Lyrics
Yeh Aaina Lyrics
Song Name :
Yeh Aaina
Movie :
Kabir Singh
Singer :
Shreya Ghoshal
Lyricist :
Irshad Kamil
Music :
Amaal Mallik
Cast :
Shahid Kapoor, Kiara Advani, Arjan Bajwa, Suresh Oberoi and Nikita Dutta
Yeh Aaina Lyrics Pdf - Click Here




Yeh Aaina Lyrics in English -

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare
Itna lagi sochne kyun
Main aajkal tere baare

Tu jheel khamoshiyon ki
Lafzon ki main toh lehar hoon
Ehsaas ki tu hai duniya
Chhota sa main ek shehar hoon

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare

Khud se hai agar tu bekhabar bekhabar
Rakh loon main tera khayal kya
Chupke chupke tu nazar mein utar
Sapno mein loon main sambhaal kya
Sapno mein loon main sambhaal kya

Main daud ke paas aaun
Tu neend mein jo pukaare
Main ret hoon tu hai dariya
Baithi hoon tere kinaare

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare

Tanha hai agar tera safar humsafar
Tanhaai ka main jawaab hoon
Hoga mera bhi asar tu agar
Padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon

Seene pe mujhko sajaa ke
Jo raat saari guzaare
Toh main savere se keh doon
Mere shehar tu na aa re

Yeh aaina hai ya tu hai
Jo roz mujhko sanwaare



Song Information:

Song Name - Yeh Aaina
Movie - Kabir Singh
Singer - Shreya Ghoshal       
Lyricist - Irshad Kamil
Music composer - Amaal Mallik
Casting - Shahid Kapoor, Kiara Advani, Arjan Bajwa, Suresh Oberoi and Nikita Dutta

No comments:

Powered by Blogger.